..
लाखों बार बस एक मन्नत माँगता है कोई, बस एक, फिर क्यों ज़िंदगी उसे बस वही नहीं देती?
..
Previous Episode
Anchor - Now, its turn to call up the next performance of this wonderful evening , the topper girl coming with the amazing dance performance miss "Aakanksha goenka"
Daisy - yeah aakanksha jaa..Teri bari
Aakanksha - Yar m nhi ja skti ..ek problem ho gyi h ..😣
Daisy - kya?
Episode Continued ..
Aakanksha - vo mere😣... mere se nhi hoga yarr
Daisy- kya ..? Yr pagal h kya tu , tu to har cheez m expert h phir kyu nhi hoga , itna accha to tu dance krti h to kr le na ..
Aakanksha - yarr, I am so nervous
Daisy - Arre yar , tere jaise itne talented bande aise krne lge to bus ho gya .. chal jldi jaa
{Aakanksha walked toward the center of the main stage, her footsteps almost hesitant. The lights felt too bright, the silence too heavy. This was her first time dancing in public, and she was only there because her professor and classmates had insisted her for the solo dance performance
For a breath, she stood frozen, heart pounding against her ribs. Then the first note of the music slipped into the hall, and she exhaled. She took her position. Chin lifted, spine straight, fingers curling into the first mudra }
Song starts.....🎶
नैनों वाले ने ओ, नैनोंवाले ने छेड़ा मन का प्याला
छल्काई मधुशाला, मेरा चैन नैन अपने साथ ले गया
नैनोंवाले ने अहहा,
And then she moved.
Every gesture was deliberate, soaked in grace of moments she had tried to hide. Her feet struck the stage with clean, resonant beats, each step precise as some beautiful painting.
पग पग डोलूं रे हो
पग पग डोलूं रे डगमग सी मैं चलती हूँ
जगमग लौ सी जलती तेरे नैनों की कैसी मदीरा
थर्र थर्र कांपू रे तेरे पीर से छिपती
चन्दन पे नाग सी लपटी
Her legs carved elegant arcs through the air, sharp and controlled, yet fluid enough to look effortless. Her hands spoke alongside her body ,fingers shaping classical mudras that bloomed and closed in perfect rhythm, telling a story even without words.
मैं बेहोश तू नशा
ऐसी मोह की दशा
मेरे चैन रेन नैन अपने साथ ले गया
She commanded the space. The music pulled, and she answered - with grace measured down to the last fingertip, with poise that made the entire hall forget to breathe.
नैनोंवाले ने अहहा
नैनोंवाले ने
नैनोंवाले ने छेड़ा मन का प्याला,
When the final beat fell, she held her stance for one lingering second, chest rising, eyes still locked in performance. Then the silence broke into applause.
Dance ends..
( Everyone cheered and applauded her dance. The admiration for how beautifully she danced captured everyone's minds.👏👏)
Vhi uske uss dance ko uska ek junior bhi bina palke jhapkaye dekhta rehta h , jisse usse Aakanksha ka dance dekhar sweat bhi aata rehta h aur vo shi se saas bhi nhi le pata h kyoki vo uske dance m puri tarah jo khoya hua tha tabhi uske side m baitha uska uska dost kehta h
Ritesh - Karan Bhai km se km palke to jhapkalo 😂😂
Karan - "palke to jhapkale hum lekin samne jo kehar dha rhi h vo miss na ho jaye humse"
(His eyes stayed locked on Aakanksha's dance, unable to look away, just watching her in quiet admiration)
Kartik - bhai pure 1 saal se stalk kr rhe ho aaj tk tk bhao bhi nhi diya usne, kya pta usne notice bhi nhi kiya ho kabhi aapko.. ab to farewell bhi aa gyi uski
Karan - ( giving him a death glare)
Kartik - Sorry .."Unki"..Unki .. Unki farewell bhi aa gyi , (mn me) 1 saal senior hi to h lekin iske samne to izzat deni pdegi 😒
Karan - Farewell aaj h ..aur farewell pr hi to farewell gift milta h .. bhao bhi mil hi jayega Aaj ( smirks)
Kartik - mtlb ..?
Karan - (apni nazre Aakanksha pr tika kr kehta h) mtlb ye hai ki "Karan Malhotra ko Jo cheez pasand aa jati h vo uski ho kr rehti h"
________
After 3 hours----
Sabhi students jinhone dance, award ceremony, lunch sb kr liya tha aur bus last k group photos khichva rhe the, vhi kuch students ek dusro ko goodbye bolkr ghar k liye nikal rhe the, vhi Daisy aur Aakanksha bhi lawn area mein Khade hokar apni classmates ke sath photos aur selfies le rahe the tabhi vaha ek ladki aati h aur Aakanksha se kehti h
Kavya - Aakanksha di, ..
Aakanksha (turns back) - ha kavya ..
( Kavya jo ki aakanksha ki junior thi jise aakansha kafi acchi tarike se janti Thi kyunki usne Kai bar aakansha se notes aur study mein help bhi Li thi)
Kavya - di aapko shivani ma'am bula rhi h , counselling room m!
Aakanksha - Muje? Muje kyu bula rhi h?
Kavya - pata nhi di ,muje to kar..(cuts in between)
Daisy - Teri dance performance ki tarif aur Tere academic excellence ki tarif karne ke liye Bula Rahi hogi tujhe, vaise bhi tu unki favourite student jo thi 😄
Aakanksha - hmm .. sayad ..chl m mil k aati hu unse..
(Aakanksha jo ki lawn area se counselling room ki taraf Chali jaati Hai, vahi kyunki jyadatar students apne ghar ja chuke the aur jo students bache hue the vo loan side area mein hi the , isliye college corridor khali- khali sa hi tha)
------
Aakanksha jo ki ab counselling room m enter krti h ,vhi vaha kafi andhera hota jise vo pehle nazre ghuma kr charo aur dekhne lgti h jha sirf tables, chair hi the aur usse koi nhi dikhta h , vo jaise hi turn hokar lights on krne k liye jati h usse pehle hi koi aur lights on kr deta h
Aakanksha - Tum??
That person - Ha m, Miss beautiful senior!
Aakanksha - Where is shivani ma'am?
That person - I am the shivani ma'am, miss senior (devil smirks )
Aakanksha - Ye kya badtameezi h ,open the door, muje bahar Jana h
That person - Chale jaiyega , but bus ek bar meri baat sunte jaiye please miss senior 🥹 (vo person koi aur nhi karan Malhotra hi hota h)
Aakanksha - Dekho muje tumse koi baat nhi karni , don't create a scene here just move away from the door (jisko dheere dheere kuch to awkward feel hone lga tha uski iss harkat se)
(Karan didn't listen to her and kept moving toward Aakanksha's side. In reaction, she also took a step backward.)
Aakanksha - 😡Dekho..ye jo tum kr rh...(Cuts)
Karan stepped closer to Aakanksha, closing the distance between them. He drew a rose from his pocket and dropped to one knee, holding it out to her as he whispered...
Karan - I love you, miss beautiful senior.. pyar ho gya h aapse ,
(After those words, he took her hand in his without hesitation and lifted it, tried to pressing a kiss to the back of her palm)
Aakanksha - jldi se usse apna hath chudwa leti h , What the hell are you going to do? 😡Take that rose and throw it on the floor."
Karan - (now slowly stands straight) Arre ..Aree miss senior ye kya kiya aapne ...mere itne pyare laye hue rose ko neeche fekh diya
Aakanksha - fekne k to tum layak ho ..samjhe ..hato mere saamne se ..
Ab aakanksha usse side hokar gusse m nikalne jati h tabhi peeche se karan uska hath pakad leta h jisse aakanksha ka gussa aur badh jata h
Karan - aise kaise aap yha se ja sak..
(tadakkkk)
The silent room suddenly filled with the sharp echo of a slap. The proof was etched across Karan's face: red marks and the fresh imprint of fingers. Aakanksha had struck him hard.
-- Tum jante nhi "Aakanksha Goenka" kaun h ..tumare jaise nihayti besharam, badtameez, awara aur characterless ladko k pass aana to dur unhe dekhna bhi pasand nhi krti ... Ye chata to kuch nhi h ainda mere aas pass bhi bhatke to tum soch bhi nhi sakte tumara kya haal krungi m 😡
Itna kehkr Aakanksha door ka lock open krti h aur vah se jane lgti h tabhi
Karan - Suniyee....Ye wala gaal rhe gya (playful smirk on his lips)😗
Aakanksha - 😡 She slammed the door shut, voice crackling, and left the room.
Karan - Dil bilkul shi jagah aaya h (apne gaal ko sehlate hue kehta h jis par abhi abhi aakanksha n jordar tappad mara tha) 🌶️😏.... Iss gaal ka hisab bhi aapse jldi hi liya jayega ye "karan Malhotra" ka wada h ....miss senior ..
(A moment later, his expression shifted and eyes were darkened 😈)
______________
Aakanksha pure gusse m aati rehti h phir apne kuch classmates and teachers jo vhi todi dur pr khade the unhe dekhr apne aap ko santh krne lgti h , aur ab apna face expression shi kr leti h 😊
Daisy - (aakanksha ko aate hue dekh leti h) Kya hua tu theek h , shivani ma'am n bulaya tha na kya hua
Aakanksha - vo.. (mn me) [ghar chlkr Btaungi isse , vrna ye aur do chaar usme lga degi ..aur fir farewell k din yha ladayi aur complaint file krwate rh jayenge 🙁] vo kuch nhi intership se related kuch puch rhi thi ..
Daisy - Ohh .. Acha chl ab ghar k liye nikalte h sb almost jaa hi chuke h
Aakanksha - hmmm..
Ab vo dono, sbhi classmates aur jo students bache hue the teachers ko greeting krkr or goodbye bolkr ghar k liye nikal jate h,
(Daisy ka ghar bhi usi raste pr padta tha jha aakanksha ka ghar tha jisse vo dono same cab m hi nikal jate h)
Daisy (In cab) - dekh na kitni achi achi pictures aayi h ..mere camera m
Aakanksha - jo aapne aap m hi khoyi hui rehti h aur window se bahar dekhti rehti h
Daisy - shook her hand ..Oye kaha madam ..
Aakanksha - ha..haa bol
Daisy - m to ye pictures dikha rhi thi ..lekin tu kha kho gyi ..khi tuje Darr to nhi lg rha ki ab college ktam aur tu mere jaise itni pyari dost k bina survive kaise kregi 😁😌 ( giggles)
Aakanksha - nhi
Daisy - kya ..😱mtlb itni pyari dost ki amulya dosti ki koi keemat hi nhi h
Aakanksha - Ha nhi h ..kyoki muje pta h tere bina m survive hi nhi krne vali ..ek tu hi to bachpan se mere sath h.. meri iklauti dost to teri keemat nhi nhi h tu beskemti h beskemti 😂😂😌
Daisy - hmm ye hui na baat 😌
Daisy - vase ye sb chhod aur ye bta ki last m kya hua tha , aur tu itne gusse m kyu thi , aur vo ladka kon tha humara junior tha na sayad? (Daisy jisne pehle hi aakanksha k piche karan ko nikalte hue dekh liya tha)
Aakanksha - Ha vo badtameez humara so called junior hi tha
Daisy - badtameez..?? Kya kiya usne
Aakanksha - purpose 😑
Daisy - whattt?😱
Aakanksha - Ha muje Kisi teacher n nhi bulaya tha , uss karan Malhotra n bulaya tha
Daisy - Karan..Malhotra..🤔 ohh ye to vhi h na ,Jiske papa cabinet minister h aur iss clg k trusty h
Aakanksha - Don't know
Daisy - ha ha vhi h ...khair tune kya kha (teasing her)😗
Aakanksha - stop Daisy ..😤 you know na ..I don't like these kind of things
Daisy - Acha theek h ..pr kha kya tune use
Aakanksha - kuch Kaha nhi ...(after a sec pause) ..Thappad maar diya
Daisy- kya ...whattt? .. what ?😱 tune uske gaal ko tabla samajkr bja diya
Aakanksha - Ha .. badtameezi dikhayenga to pdega hi na ek 😤
Daisy - ohh bro ..bhai bechare ladke n purpose hi to Kiya tha ...tapadd jyada nhi ho gya
Aakanksha - normally purpose krta ya kuch kehta tb tk theek tha lekin usne..( itna kehkr Daisy ko sb bta deti h)
Daisy - phir to shi Kiya tune uske sath..uski himmat kaise hui tuje kiss krne h touch bhi krne ki ..uski to m 🤬
Aakanksha - bus isliye maine tuje vha nhi btaya tha kyoki muje pta tha ki tu phir apni baddie gang ko bulvakr usse aur jyada pitva deti 😂😁 ( chuckles)
Daisy - aur nhi to kya mere rehte meri most precious friend ko koi touch kre.. no wayy 🫂🥺
Aakanksha - hmm 🥹..Aaj farewell thi, aur aaj se vase bhi ye sb clg life ktam h , muje nhi lgta ab kbhi vase ladko se mera aamna Samna hoga atleast as a student to nhi, so don't worry.. aur vaise bhi tere alawa muje koi touch nhi kr skta 🫂
Daisy - Tera pati bhi nhi..? 😗
Aakanksha - bhakk....
(Both - laughs😂🤣)
(Aakanksha ka ghar aa jata h dono ek dusre ko goodbye krte h vhi Daisy use drop krkr apne ghar chli jati h)
----------
At Aakanksha's house
Aakanksha jaise hi apne Ghar pr enter krti h aur thak ke hall m rkhe hue couch pr baithti h tabhi uske samne koi Pani ka glass deta h
Aparna - Aa gya mera baccha..
Aakanksha - while drinking the water ..ha mumma ..aaj to bhut jyada thak gyi hu
Aparna - to jao jldi se room m jao aur change krlo , dinner sb ready h ..m apne bacche ko apne hatho se khila dungi
Aakanksha - Sach m mumma 🥹
Aparna - Ha betu ..jao jaldi shower le lo aur chage kr kr relax kro m itne dinner lati hu aapke room m
Aakanksha - Ohkk mumma ...ummmmha ,♥️
(After somewhile Aakanksha jo ki aaj pure din se thaki hui thi aur ab aaram se apne bed pr letkr aaram kr rhi thi tabhi Aparna aur aarav dono aakr usse pyar se khane khilate h , uski farewell kaisi rhi ye puchte h aur todi der teeno baate krte h aur phir Aakanksha ko sulakr chle jate h)
____________
After 2 weeks ---- At Aakanksha's house (Delhi)
Aakanksha jo ki hall m baithi hui thi aur kb se kisi cheez ko lekar paresaan thi aur phone pr kuch baat kr rhi thi
Aparna - kya hua ab tk matter solve nhi hua dono dosto ka? (Jo hall se apne kamre ki aur jate hue kehti h)
Aakanksha - nhi mumma .., (on phone) yarr maine to shi wala form hi fill Kiya h phir uss company ka naam kyu nhi aa rha
Daisy (on phone) - yarr aise kaise ho skta h jb humara name internship k liye same company aur department m select hua tha to phir ye tera change kyu h ..ye pagal h kya company Wale
Aakanksha - yrr ...pta nhi ...(tabhi uske laptop pr ek email pop up hota h) Jise vo check krti h ...wait ..whatt ..?
Daisy (on phone) - kya hua?
Aakanksha - yarr ye" ___" company naye owner ke under aa gyi h , kisi new CEO n sare stocks ko acciqure kr liya h aur ab ye company uske ki under h iska ab name bhi change ho gya h "___" enterprise & ___ group
Daisy (on phone ) - hmm .. mere pass bhi abhi email aaya h ... dekh new offer letter bhi aaya h mail pr company ki side se
Aakanksha - hmm..
Daisy- yarr isme bhi department changed h ..selected candidate list m ..mera marketing department and tera business revenue department
Aakanksha - hmm ..and you know muje marketing and PR department chaiye tha 😩muje usme hi interest h tuje to pta hi h
Daisy - ☹️ atleast same to milta ..but vo bhi nhi ..ab muje naye dost bnane pdege apne company m ..huh..😤
Aakanksha - tuje naye dosto ki pdi h m to soch rhi hu Ptani kis naye CEO k under m ye company aayi h ..pehle vale director kitne reputed the humare college k alumini bhi the ye pta nhi kon honge ..koi information bhi nhi di hui naye CEO k bare m
Daisy - hmm yarr .. chl isse chodd na ..iski tension bad m lenge abhi 5 days h joining k liye ...ye bta kl ki party m aa rhi h?
Aakansha - uhmm ..yar pta nhi..(cuts in between)
Daisy - na aane ka sochiyo bhi mt kyoki kl party m tera favourite person jo rha h
Aakanksha - kon?
Daisy - "Yash" 😶
Aakanksha - what "Yash" 🥹😍 Yash???(excited)..sach m yash London se yha indiaa aa rha h?? ...🥹
Daisy - hmm ..kabir uncle aaye the specially party ka invitation Dene k liye ..to unhone btaya ki yash bhi aa rha h , aarav uncle ko bhi btaya hoga unhone
Aakanksha - ha sayad..papa office m h to vhi baat Hui hogi ..but...wow Yash 🥹.. yash se m kitne dino, nhi saalo baad Milne vali hu (excited).. tuje yad h hum Bachpan m sath m kitna khelte h , sath school bhi jate the , vo best friend tha humara
Daisy - Humara??😑 Sirf tera bol 😤..na to vo muje Bachpan m pasand tha na ab hoga ...motu khi ka 🥴
Aakanksha - yarrr ..😂.. bilkul m kaise bhul skti hu tum dono ki aapas m kitni ladayi bajti thi ... Tuje yad h tune ek din uske geometry box m snail 🐌 rkh diya tha aur vo bechara usse kitna dar gya tha
Daisy - bechara.? 😤..aur jo usne Kiya tha tuje yaad nhi ..?
Aakanksha - m vo kaise bhul skti hu 🤣🤣 usne ...usne..
(To be continued)
Part -3 (Aakanksha's Dream & the special friend)

(Follow me on insta and scroll Stack for latest updates and spoilers)
Follow me on Wattpad also.
Support your author @ author._.arisha
Show your support
#Romance FictioN #Desi Romance #Slowburn #desi romance #Mafia #Dark Secrets #oppositeattracts #share #newchapter # ongoing

Write a comment ...